Age: 124
6591 days old here
Total Posts: 576
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Doctor Sam said:
aik sher yaad a raha hey,
Azal se rach gai hey sarbulandi apni fitrat main Mujhe buss tootna aata hey, Jhuk jana nahi aata
bachpan main kahien parha tha. Mujhe samajh nahi aati k Log jhukne ko itna issue kion bana lete hain. Mohabbat main aor kisi bhi relation ko qayam rakhne main Sacrfices hotay hain, aor kisi ne kisi hadd tak, kabhi na kabhi kisi aik ko jhukna parta hey...
i mean... In Mohabbat, JHUKNA is not issue...
Unless koi aapko self respect ko hurt karay....
SAM i agree. agar banda jhuk jaey to bht se relation tootnay se bach jaty hain.or muhabat may ego ki gunjaish nishtaaa
Age: 124
6591 days old here
Total Posts: 576
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Sam only this act is not enogh to show our love. its respect jo muhabat ka pehla qareena ha but muhabat to is se ziada mangti hai na. tarana sun k main b khari ho jati hoon magar main mulk k liay kia kar rahi hoo??? kuch nahin.
Nikama g agar majority ko mulk se piyar hota to mulk ki ye halat na hoti hum loag to is mulk ko loot rahay hain koi b peechay nai is KAR E KHAIR may. shyad koi 1% loag muhabat karty hon magar un ko hum bewakuf samjhty hain. hamare nazdeek watan se muhabat ka izhar ye hai k 14 Aug ko flag laga dia TV pe chand mili naghme laga liay or bas watan se muhabat ka izhaar ho gaya.....
ooops meri taqreer phir shuru....aneway ye mayoosi nai haqeeqat hai
Age: 124
6591 days old here
Total Posts: 576
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Bazurgon ya waliyon ka ihtaram to theek hai magar jo un se madad mangtay hain thats rong. maine aksar loagon ko kehty suna hai k hum to in bazurg ka diya hi khaty hain ya hamara beta to in bazurg ki badolat hi hua hai ye sara sir shirk hai. magar un ka ihtaram karna to ghalat nahi. cz wo wali hain unhon ne itni ibaadat o riyazat ki tabhi is maqam par pohnchay hain. raha bazurgon se mangna to wo to waqai ghalat hai denay wali zaat Allah ki ha han waseela koi b ho sakta hai or agar hum kisi k waseelay se dua mangtay hain ye niyat rakhty huay k ye shaks Allah k muqarabeen may se hai to wo to ghalat nahin ha.
Age: 124
6591 days old here
Total Posts: 576
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Doctor Sam said:
Asman se Tapki said:
new_beau said:
Chhaapay ki baat chal rahi thi..yeh Mohabbat kahan say aa gayee
NB muhabat to har jagah hoti hai
wese b JB pe kabhi b kuch b ho sakta ha
jese k is duniya main kabhi bhi kahien bhi Kuch bhi ho sakta hey....
Mohabbat har jaga NAHI hoti jee...
DakUtar sahi farmaya ap nay. magar akhri bat se main mutafiq nahin. muhabat to har jagah hai.muhabat k bgher dunya dunya e nai. bas hamain muhabat mehsoos nahin hoti.